Romantic Shayari

Mujhe pata nahin kya ho jata hai,
neend aati nahin or chain kho jata hai,
phir dil bechain ho jata hai,
or khwaab kuch aisa aata hai,
ki aap ka hath hamare hathon mein,
or sar hamare kandhe pe nazar aata hai…
Manpreet Singh

Kya saza teri kya kasoor humara
Jannat jahan ko tune dojak ki aag se jalaya
Kaash teri aankhon ke vaade meri palko tak na baaste
Teri yaadon ki baarish sawaan ki tarah na barasti
Kaash khayalon ke dariya ko tum saahil na banate
Dil churake na dil todte to ye bebasi na hoti
Pyaar ke khel me teri jeet aur meri haar na hoti…
Asha

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.