Zindagi Shayri SMS

Jo premi pyaar mein deewane ban jaate hain,
woh logo ki aankhon ke nishaane ban jaate hain
kya kare yeh duniya hi aisi hain doston
jaha choti choti baaton ke fasane ban jaate hain…

Zindagi mein agar tum akele ho to pyaar karna sikhlo
aur pyaar kar liya hain to izhaar karna bhi sikhlo
agar izhaar karna nahi sikha to
zindagi bhar pyaar ke yaadon mein rona sikhlo…